Saturday 14 July 2012

Sonnets On Highways

Sonnets  On Highways

Agar dil sahi aur saf hai, to ghar hi Kasi Mathura hai
 
Balo mein tel chameli ka, Nakhra dekho Akeli ka

Insaan apne dukh se dukhi nehidusro ke sukh se dukhi hain…..

Na Dunya se, Na Daukat Se, Na Ghar na Abad Se, Tasalli Dil Ki Milti HainKhuda ko Yaad Karne Se

Jinhe jaldi the…woh chale gaye….

Dulhan wohi jo piya man bhai, Gaddi wohi jo note kamaye….

Waqt kisi ka yaar nehi…..

Zara kam pi meri raani….bahoot mehenga hai ishq ka paani….

Dhire chalo pyaarezindagi anmol hai….

Chaand se pyaari hai chandni, Taaron se pyaari raatphool se pyaari hai khushboo, sab se pyaari hai Aap

Azaadi ke deewane maut se pyaar karte hain
 
Na bhulo na bhulao, Na Bisro na bisaro
 
Latak nehi patak dungi
 
Buri nazarwaale, meri chal rahi hain, teri kyon jal rahi hain???

Buri nazarwaale, tu apna bima kara le

Buri nazaarwaale, chala ja videsh
 
Buri nazaarwaale, tu zeher kha le

Daksh Gujjar : Gujjar Inside, Brain Outside

Kichar me pair rakho to dhona parega, Driver se shaadi karoge to rona parega
 
UP ki Rani, Haryana ka Raja, milna ho to mandir me aaja
 
Akalmrityu hogi to chandal banega, Jiske saath kaal ho, unhe mahakal keya karega
 

No comments:

Post a Comment